khush thay kuch aisay teri rafaqat k shauq main*manzil ganwa di ham ne musaafat k shauq mainnafrat hi pehr e daar mili har makaam parjis darr pe ham gaey hain mohaabat k shauq mainham baargah e ishq main maqbool youn huekhud se bichar gaey teri qurbat k shauq mainlautay hain ab tou saath hai ranj o alam ki bheerniklay thay ghar se ik musarrat k shauq mainapnay chaman se raabta bilkul nahi rahasehra norad ho gaey daulat k shauq maindaaman main hasraton k siwa kuch nahiaisay lutay hain ham teri chahat k shauq main
Like (0) Dislike (0)
Your Comment