mai rahi hoon rah-e-adam ka mujhe zindgi ki fikar nahimai ji raha hoon is ghari mujhe aglay pal ki khabar nahimai beta hoon hawaon ka mujhe koii bhi pakar na sakeyunhi phirta hoon gali gali mera kahin pe koii ghaar nahisochta hoon kiya chal sake gain mere saath ehbab merechala hoon aankh band kar ke mujhe rastun ki khabar nahimai kho gaya hoon khud say hi ,mujhe apni hi talash haichal raha hoon dhoop main mere sar pe koii Aabar nahimere pas yunhi baithe raho mere dil pe hath dharo zaramere dil ko thora karar do meri wehshatun ko sabar nahiye kitab dil ki kitab hai isse samajhte hain samajhne waleye falsafa hai muhabbtun ka yahan koii zair-o-zabar nahi ..............

Your Comment Comment Head Icon

Login