muhabbat khud batatee hai kahan kis ka thikana haikisay ankhon mein rakhna hai kisay dil mein basana hairiha karna hai kis ko aur kisay zanjeer karna haimitana hai kisay dil say kisay tehreer karna haighironda kab girana hai kahan tameer karna haiissay maloom hota hai safar dushwaar kitna haikisi ki chashm-e-giriya meain chupa iqrar kitna haishajar jo girnay wala hai woh saaya daar kitna haisafar ki har saobat aur tamazat yaad rakhti haijissay saraay bhula dalain muhabbat yaad rakhti hai

Your Comment Comment Head Icon

Login