teri yadoon ke bina koi lamha guzara nhinik pal nhin jub tumein hum ne pukara nhinmeri nakamiyun ka itna be gham na ki jiyeagar app jeetey hein toh mein hara nhinye naqsh_e_dard kesey utara jayein chehrey semein ne abi app ka gham dil se utara nhintere bin yoon kat rahi darya_e_zindagi meinkashti be hai maaji be hai kinara nhinkar rakha hai jiss ne sarey ghar mein ujalaansoo hein mera ye koi toota houa tara nhinkiss ko galey laga ke royein namuraad humiss bhari duniya mein apna koi sahara nhinmareez_e_ishq hai tamanai khudkushi ka abgehrey hein dil ke zakham aur koi chara nhin!wo aa ke poonch dein ansoo humari ankhoon seitna be humare haq mein naseeb humara nhin!!0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login