vo Khvaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahinmagar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahinhar ek din udaas din tamaam shab udaasiyaankisii se kyaa bichha.D gaye ki jaise kuchh bachaa nahiinvo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thinqadam qadam safar me.n ab koii bhii lab duaa nahinham apane is mizaaj mein kahin bhii ghar na ho sakekisii se ham mile nahii.n kisii se dil milaa nahinhai shor-saa taraf taraf ki sarahadon kii jang meinzamii.n pe aadamii nahii.n falak pe kyaa Khudaa nahin0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login