wo dil he kiya os se milne ki jo dua na karay,mien usay bhool kar zinda rahon khuda na karay,ye theek hay nahi marta koi judaiee mien,khuda kisi ko kisi se magar juda na karay,agar wafa pe bharosa rahay na duniya ko,tu koi shakhs muhabbat ka hosla na karay,rahay ga mera piyar us k saath zindagi bun kar,ye aur bat hay meri zindagi wafa na karay

Your Comment Comment Head Icon

Login