woh khaloos tha ke khumar thawoh janoon tha ke saraab thamujhey sochney mein zaman lagamujhey munzilon ne bhoola diyamujhey jis masiha pe maan thamujhey us ne sooli charha diyakai humsafar kai rahguzrmujhey rastey mein miley magarmeri tushnagi kuch aur haimeri justajoo koi aur haiwoh jo roshni ki tarha barheymagar ansuon mei sama sakeyjo subha ki pehli kiran banemere dil ka aangan nikhaar dejo muhabbaton ki ravayteinlaho ki bali se sanwaar demujhey us wafa ki talaash haimujhey us wafaki talaash haimagar is jahan-e-kharab meinyahan khahishon ke saraab meimujhey kaun de aisy wafamein kahan se laoon woh wafainhi uljhanon mein ghira huayehi sochta mein chala gya........;-

Your Comment Comment Head Icon

Login