ye kitaboon k Qissy,Fasano ki baatainnighaon ki jhilmil,judai ki raatainmuhabat ki qasmain,nibhaney k wadayye dhoka wafa ka,ye jhotey iradeyye baatain kitabi,ye nazmain puraninahi in main haqiqt,ye sab hain kahanina likhna inhain tum,na mehfoz karnaye jazbay hain bas,in ko mehsos karna

Your Comment Comment Head Icon

Login