zikr-e-shab-e-firaq se vehshat use bhi thimeri tarah kisi se muhabat use bhi thimujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed karasta badal ke chalane ki aadat use bhi thius raat der tak vo raha mahv-e-guftagoomasroof main bhi kam thaa faragat use bhi thisunta tha vo bhi sab se purani kahaniyaantaza rafaqaton ki zaroorat use bhi thimujh se bichar ke shaher main ghul mil gaya vo shaKhshaalaa ke shahar bhar se raqabat use bhi thi"KASH"na jan khud ko nakaam kay bad zouq,woh mana nahi par tujh say mohabbat usay bhi thi,vo mujh se barh ke zabt ka aadi tha ji gayavarna har ek saans qayamat use bhi thi

Your Comment Comment Head Icon

Login