Koi insan kisi insan ko kya deta hyAadmi sirf waseela hy sub Khuda deta hyWo takleef b dy mujhko tu karon Shukar adaKoi Apna he smajh kr to saza deta hy..

dil ko dil se churaya aapndil ko dil se churaya aapnedoor hote huve apna banaya apnekabhi bhul nahi payenge aapko dostkyunki dosti karna sikhaya hi hai aapne.

Sapne toot jate hai, apne rooth jate hai,Zindgi me kaise kaise mod aate hai, magar jab bhi saath ho aap jaise dosto ka, tow raaho ke kaante bhi phool ban jate hai

akhey Khuda ne do raasteymuje aazmaney ke liyewo chour de muje ya ma chour du useyzamaaney ke liyekaisey maang lu RUB seusey bhool jane ki duahhaath uth te nahi hain dua meinusey bhool jane ke liyenahi ki zindagi mein,mein ne koi bi naikiper parhi hain chup ke kuchNAMAAZEIN usey paaney k liyenahi hai tu na sahi woQismat mein meriper ik moqa tu de usey eh RAB,ye aansoo dikhane k liye

Dil se dil ka rabta acha laga,Aaj us ka sochna acha laga,Jate jate akhri lamhaat main mur kar us ka dekhna acha laga,Zindagi bhar us ne jo kuch bhi kia,Us ka har ik fasla acha lag,Har taraf thi bewafa logon ki bheer,Ik woh hi bewafa acha laga,Woh hayya ki har ada mein sooyie jab,Paas reh kar bhi fasla acha laga,Kiyon mohabbat ho gai us say,Kya baatae hum ko us main kya kya acha laga!

Be qarar tanhaiyon ka silsila reh jayega,tere mere darmiyan bus Ik khala reh jayega,ashq beh jayenge sarey dukho k sailaab main,aur koi paniyo mai jhankta reh jayega,mujhko mere humsafar aisa safar DAR paish he,Rasta kat bhi gaya to fasla reh jayega,log so jayenge khamoshi ki chadar ourh kar,chand sune angano mai jagta reh jayega,Jo kabhi us nay parhi thi mujhse mang kar.naam mera un kitabo mai likha reh jayega . . .

Wafa ruswa nahi karna Suno aisa nahi krnaMain pehlay he akela hon, Mujhy tanha nahi krnaJudai b jo aa jai, Tu dil chota nahi krnaBuhat musrof ho jana Mujhy socha nahi krnaBarosa b zarori hai Magar sab ka nahi krnaMuqadar phir muqadar hai, Kabi daawa nahi krnaJo likha hai wahi ho ga Kbhi shikwa nahi krnaMeri takmeel tum se hai Mujhay adha nahi karnaHaqeeqat hai milan apna, Isay spna nai krnaHamain tum yad rehtay ho, Hamen bhoola nahi krna

Usoolon pe jo aanch aaye to takraana zaroori haiAgar zinda hain to zinda nazar aana zaroori haiNayi umro ki khudmukhtaariyon (arrogance) ko kaun samjhaayeKahan se bach ke chalna hai kahan jaana zaroori haiThake haare parinde jab basere ke liye lauteinSaleeka mand saakhon ka lachak jaana zaroori hai.Saleeka hi nahin shaayad use mahsoos karne kaJo kehta hai khuda hai to nazar aana zaroori haiMere hothon pe apni pyaas rakha do aur phir sochoKi iske baad bhi is duniya mein kuchh paana zaroori ha

Shama from Lahore

suhani sham dhal chuki.na jane tum kb aao ge..?

Meri umer bhar ki shairi...bus ek shakhs k gird..

Muft IhsAaN nA LainA YaaroDIL Aur B SastAy hon Gain.

teri sOOratko dekhnAywalaYapniAnkhonsePyarkarte hAin

kaatil kahoo Ya Masoom kahooNa janey kis Dse Aayi Thi

,****,( @@ )"()"-hay main mar jawan tusi kiny sohnay ho.