Main Aiyna Hoon,Wo Mera Khayal Rakhti HayMain Toot-ta Hoon Tu Chun Kar Sambhal Rakhti Hay,Har Aik Maslay Ka Hal Nikal Rakhti HaiZaheen Hai,Mujhay Hairat Main Daal Rakhti Hay,Main Jab Bhi Tark-e-taluq Ki Baat Karta HoonWoh Rokti Hay Mujhay, Kal Pay Taal Rakhti Hay,Woh Mairay Dard Ko Chunnti Hay Apnay Pooron SayWoh Mairay Wastay Khud Ko Nidhaal Rakhti Hay,Woh Dobnay Nahi Daiti Hay Dukh Kay Darya MainMairay Wajood Ki Naow Uchaal, Rakhti Hay,Duain Uss Ki , Balaoon Ko Rook Laiti Hain?Woh Mairay Chaar Soo Hathon Ki Dhaal Rakhti Hay,Ik Aisi Dhunn ,Kay Nahin Phir Kabhi Main Nay SuniWoh Munfarid Saa Hansi Main Kamal Rakhti Hay..... ,Usay Nadamatain Mairi Kahan Gawara Hain,,Woh Mairay Wastay Asaan Sawal Rakhti Hay,Bichar Kay Uss Say Main Duniya Ki Thokaron Main HonWoh Pass Ho Tau Mujhay Lazawaal Rakhti Hay......... ,Woh Muntazir Mera Rehti Hay Dhoop MainMain Laut-ta Hoon To Chahoon Nikal Rakhti Hay...!0300 2711 588 / 0333 9968 674

"Zindagee ki rahoon main..Barha ye dekha hai..Sirf sun nahi rakha..Khud bhi azmaya hai..Tajurbon se saabit haii..Jo bhi perhtay aaye hain..Us ko theek paya hai...Is tarha ki baton say..Manzilon sey pehley hii,Sath chooth jatay hain..Log rooth jatay hain�Yeh tumhain bata doon main,Chahtoon key rishtey main..Phir girah nahi lagti,Lag bhi jaye to un main.Woh kashish nahi hoti..Ek pheeka pheeka sa..Rabta to..hota hai..Rooh key taluk main Tazgee nahi rehte�Zindagee nahi rehti,Baat who nahi bantee,Dostee nahi rehtee,Lakh baar mil ker bhi..Dil kabhi nahi miltay,Zehn key jharokon main..Yaad key dareechon main..Titliyoon kay Rangoon main..Phool phir nahi khiltey�Is liye main kehta hoon..Is terha ki baton main..�EHTYAT KERTY HAIN�Is terha ki baton sey���.�iJTANAB KERTY HAIN�!�+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Aa ker tum khuwaaboon ko mere jagah na do;Tarapte dil ke dard ki yunh dawa na do;Duniya ke ghum soonp ker mujhe;Ab khush rehney ki dua na do;Dikhla ker mekhaney ka rastaa phir;Ab-e-zam zam ki sada na do;Kaantey bhar ker merey daaman mein;Mujhe pholoon ki si adaa na do;Mila ker zeher merey ja�am mein;Mujhe be-wajah maut ki wajah na do;Gunaah jo sarzad hua hee mujh se;Pal pal be gunaahi ki saza na do;Badnaam ker ke uss ki galiyoon mein ab;Uss ke aashyaaney ka tumhee pata na do;Mohabbat kertey hein, dikhana nahi jaantey;Ilzaam magroori ka de ker ye sila na do;Jala rakha hai ummeedoon ka diya sadyoon se;Pal bhar ki khalish se isey bujha na do;Mein ek na cheez sahee kisi ke dil ka hisssa hoon;Mujhe yunh sufha-e-hasti se mita na do;Zaib nahi deta mujhe mohabbat ka husool;Nafrat hee sahee,tark-e-talluq ki magar hawa na do;Cheen ker mujh se zindagi meri;Mujhe aur jeeney ki bad�dua na do0300 2711 588 / 0333 9968 674

Masoom LarkiKahin Aik Masoom Nazuk Si LarkiBohat Khubsurat Magar Saanwali SiMujhay Apne Khuaboon Ki Bahoon Main PakarKabhi Khuwab Main Muskarati To HogiIssi Khuwab Main Kasma-Kasam KarSarhane Se Takeye Girati To HogiWohi Khuwab Din Ki Mundaioon Pe AakarIssi Maan Hi Maan Main Lubhati To HoongeKai Saaz Seene Ki Khamoshiyoon MainMere Yaad Se Jhinjhate To HoongeWoo Besakhta Dheme Dheme Suroon MainMere Dhun Main Kuch Gungunati To HogiChalo Khat Likhain Jee Main Aata To HogaMagar Ungaliyaan Kapkapati To HoongeQalam Haath Se chhoot Jata To HogaUmangain Qalam Phir Uthati To HoongeMera Naam Apni Kitaboon Pe Likh KarWoo Dantoon Main Ungaliyaan Dabati To HogiKabhi Moon Se Aah Nikalti To HogiBadan Dhere Dhere Sulagta To HogaKahin K Kahin Paoun Parte To HoongeDupata Khande sebaar Baar Sarakta To HogaKabhi Subha Ko Sham Kehti To HogiKabhi Raat Ko Din Batati To HogiKahin Aik Masoom Nazuk Si LarkiBohat Khubsurat Magar Saanwali Se0300 2711 588 / 0333 9968 674

Hula Kuch Yoon Ki !Hula Kuch Yoon Ki !main kal ja raha thake meri chappal toot gaiab chappal to moochi seeta haiseeta to darzi bhi haidarzi to kapray seeta haikapray to rangeen hotay hainrangeen to lota bhi hota hailota to bathroom main hota haibathroom main to nal bhi hota hainal to lohay ka hota hailohay ki to istiri bi hoti haiistri to garam hoti haigaram to Custard bhi hota haicustard to peela hota haipeela to chooza bhi hota haichooza to anday main se nikalta haianda to sufaid hota haisufaid to doodh bhi hota haidoodh to bhains daity haibhains to kaali hoti haikaala to bangali bhi hota haibangali to paan khata haipaan to laal hota hailaal to gulab main bhi hota haigulaab main to kantay hotay hainkantain to machli main bhi hotay hainmachli to paani me hoti haipaani me kishti bhi hoti haikisthi me aadmi bhi hote haiaadmi to road pe bhi hote hairoad pe to main bhi chalta hoonchalne se yaad aaya kekal mai ja raha thake meri chappal toot gayi thi.

Mainey Din Raat Apney Jisski Yaad Ke Naam Kiye HainWoh To Ikk Pall Bhi Mujhe Sochta Na HogaJiski Tasveer Main Har Aik Shae Main Hoon Dekhti RehtiIkk Nazzar Bhi Woh Shaks Mujhe Dekhta Na HogaYeh Labb Jo Sada Usska Naam Ley Kar Mangtey Hain DuaianMera Naam Bhi Woh To Kabhi Laita Nahin HogaUssey Sadain Daita Rehta Hey Yeh Pagal Dil MeraAik Pukar Bhi Kabhi Dil Uska Mujhe Daita Nahi HogaMeri Ankhain Dekhti Hain Har Pall Rasta UskaWoh To Youn Pall Pall Mera Inteezar Karta Na HogaJiskey Liye Mera Bhawla Mann Tarasta Rehta HeyShabb-e-Tanhai Main Meri Terah Woh Tarapta Nahin HogaHaathon Ki Lakeeron Main Ussko Dekha Hey MaineyKabhi Bhi Mujhe Woh Shaks Aisey Talaash Karta Na HogaUsska Ehsas Beh Raha Hey Mujh Main Laho Ki ManiddMujhe Woh Apney Ansoun Main Bhi Pata Nahin HogaApney Naam Ko Main Usske Naam Se Jor Daiti HonMerey Aur Usske Rishtey Ka Ussey Kheyal Bhi Ata Nahi HogaJissko Mana Hey Mainey Sabab Mussarat-e-ZindagiWoh To Mujhe Apna Dukh Bhi banata na hoga

Hum Kaise Pagal Hotey ThayAik Phool Ko Chunay Ke KhaatirKaantoan Say Zakhmee Hotey ThayJo Phool Jhooli Main Aa GirtaaUssay Chunay Say Dar Jaatey ThayHum Kaise Pagal Hotey ThayKay Dhundalay Aaino Main ApnaHum Aks Sa Dhoonda Kartey ThayAur Kirchiyaan Chataktay Aaino KiMuthi Main Daba Kar Rakhtey ThayHum Kaise Pagal Hotey ThayJab Sarak Per Chalna Hota ThaHum Kashti Lay Kar Chaltey ThayAur Beech Bawar Janay Ke LiyeHum Pedal Nikla Kartey ThayHum Kaise Pagal Hotey ThayJab Barish Barsa Karti ThiHum Chatri Main Chhup Jaatey ThayAur Jalti Dhoop Main Nanggay SirHum Chhut Per Uchla Kartey ThayHum Kaise Pagal Hotey ThayJab Pass Bohat Wo Hota ThaHum Us Ko Dekh Na Saktey ThayJab Dur Chala Jata Tha WoHum Ahhat Us Ki Suntey ThayHum Kaise Pagal Hotey ThayJab Sari Duniya Soti ThiHum Chand Say Khaila Kartey ThayJab Sari Duniya Jaag UthiHum Phir Thak Kar So Jatay ThayHum Kitney Pagal Hotey ThayHum Kaise Pagal Hotey ThayHum Aaj Bhi Waise Chanchal Hain0300 2711 588 / 0333 9968 674

Mohabat Zaat Hooty haMohabbat Zaat ki Takmeel hooty hakoi Jungle mein ja tahray,Kissi Busty mein Bus jaeeMohabat Sath hooty haMohabat Khushboono ki LeyMohabat Mosamaoon ka DhunMohabat Abshaaron k Nikhartay Paniyoon ka MunMohabat Jungloon mein Rukus karty Morni ka TunMohabat Bruf party Sardiyoon mein Dhoop bunty haMohabat chilchalatay Grum Sehraoon Mei Thundy chaoon ki manindMohabat Ajnabi Dunya mein Appnay Gaoon Ki MAnindMohabat DilMohabat JaaneeMohabat R$ooh ka DurmaanMohabat Moorty haOoor kabhi Jo dil k Munder mein Kahien Pur Toot jaee tooMohabat Kaanch ki GureyaFizaoon mei kissi k hath say gur choot jaee tooMohabat Aabla ha Kurb kaOoor Phoot jaee toMohabat Roog hooty haMohabat Soog hooty haMohabat Shaam hooty hooty haMohabat Mohabat Raat hooty haMohabat Ghilmilaty Aankh Mein Bursaat hooty haMohabat Neend ki Rut Meihn Haseenee KHawaboon k Rastoon perSulugtay ,Jaan ko Aatay ,Rutjagoon ki Ghaat hooty haaMohabat Jeet hooty haMohabat Maat hooty haMohabat Zaat hooty ha0300 2711 588 / 0333 9968 674

Mehsoos dharkanoon mai jo karti thi aaj takWo geet tou mai aaj sunna kar hi jaown giChalkay jo pyemanay mai osi jaam ki tarhanMai pyar zindagi may yoon chalka k jaown giMout say darta nahi sammaa ka parwanaYeh raz mai dunya ko bata kar hi jaown giMousam-e- bahar mai hoti hai jo hal-chalKuch dil mai teray aaisi hi hal-chal machaon giQadmoon k teray naqsh kuch baqi hain raet perLehroon ki tarhan raet say milnay mai aaown giBhar lay ga apni bhahoon mai ek roz wo mujh koHar raat yahi soch keh khud ko sulaown giKehtay hain jannat mai bhi hoti hai mohabbatWada hai zindagi mai hi jannat dikhaown giLagta hai meray pyar k qadmoon ki chaap haiSajjday say yahi soch kar sir ko uthaown giHar baar tasawar mai obharta tha tera akksAaj apnay tasawar ko haqikat banaown giThukra bhi dia os nay kisi din mujhay agarWo pyar ki wadi say pukaray to aaown giPaya hai tujhay aaj duwaon kay assar sayKhudaya tera ahsaan mai kaisay chukkaown giToott jaye agar zindagi ki door bhi,MAHEK!Ban jaown gi ek yaad or khuwabon mai aown gi

Me Or Meri Tanhai Akser Ye Batain KartayTum Hoti To Kesa Hota Tum Ye Kehti Tum Wo KehtiTum Is Baat Pe Heran Hoti Tum Us Baaat Pe Kitna HanstiZindagi K Safr Me Guzer Jataay Hain Jo MakaanWo Phir Nahi Atay Wo Phir Nahi AtayTum Hoti To Esa Hota Tum Hoti To Wesa HotaMe Aur Meri Tanhai Akser Ye Batain KertePhol Khilte Hain Log Mitay HainMagr Pat Jhar Me Jo Phol Murjha Jatay HainWo Baharon K Anay Se Khiltay NahiKuch Log Ek Roz Jo Bechar Jatay HainWo Hazaron K Anay Se Miltay NahinUmer Bhar Chahay Koi Pukara Karay Unka NaamWo Phir Nahi Atay Wo Phir Nahi AtayYe Chand Hai Ya Tumhara KanganSitaray Hain Ya Tumhara AnchalHawa Ka Jhonka Hai Ya Tumharay Badan K KhushbooYe Patttiyon Ki Hai Sar Sarahat K Tum Ne Chupke Say Kuch Kaha HaiSubha Ati Hai Raat Jati Hai YunhiWakt Chalta Hi Rehta Hai Rukta NahiEk Pal Me Yeh Agai Nikal Jata HaiAdmi Theek Sai Dekh Pata NahiAur Parday Sai Manzar Badal Jata HaiEk Bar Chalai Jatai Hain Jo Din Raat Subha ShamWo Phir Nahi Atay Wo Phir Nahi AtayYe Sochta Hooon Me KabseK Jab K B Ye Mujko Khaber Hai K Tum Nahi Kahin Nahin HoMager Ye Dil Kehraha Hai K Tum Yehin Kahin HoYehin Kahin Ho

mujhay mehsher k din ser pay koi badel nahin leanamujhay us din apni kisi neaki ka phal nahin leanamujhay huran-e-jannet k kaseedon say nahin raghbetmujhay aaj k badlay tera koi kal nahin leanateari salsabilon zandbilon ki nahin hajatteari nehrain tearay meaway teara jangel nahin leanana mujhay karia ka khof na havia ka dermujhay rahet k badlay khof ka aik pal nahin leanakhudaya tu hi to kehta tha k main her ek ghalti her ek gunah ko chadera-e-rehmet kay neechay dhanp leata honkhudaya tu hi to kehta tha koi jis tarah deakhay to us tarah ho gakoi jis tarah mangay to us tarah dongato sun mola..........suna hai tu "muhib" haisuna hai tu b eik mehboub rakhta haichalo hum donon main koi kader to mushtariq thehrimuhabbat kernay wala hi mohabbet kernay waley k dukhon ko jan sakta haisuna hai tu rab-e-ghuffar b haiteari bakhshish ka der meara b rasta deakhta ho gamain hon teara mujrim, mager hon teara aasiitu pher b aakhir mujh ko aik bar bakhshna chahta ho gato aisa karain dono k, ek soda karain donozamin pay aik banda hai teara tu usay mujhay daydaytu meari zindgi lay lay tu meari bandgi lay lay,mujhay rakhet k badlay khof ka aik pal nahin leanamujhay iss aaj k badlay teara koi kal nahin leana0300 2711 588 / 0333 9968 674

aaj is baris ke yeh bunde dila jati hein mejhu khuch yaad mithi se.....fir aah rahi hein uske yaad mere in khayalo mein khuch halki se....aaj bhi satati hein uski woh mithi si muskan jo kavi woh hame dekh kar kiya karti thi..marte hein hum aaj bhi unki us adaoo par sab woh hamare khande par sar rakh kar sarmaya karti thi...sarmana aur mere baho mein ana yeh to ek bahana tha...woh to mere khandho mein apne sar ko rakh kar itne din bicherne ke ehsas ko chupana tha.....jane kaise ajib si milti hein ek sukun is dil ko jab hote hum dono ek dusre ke baho mein...bhul jate hum sare gaam aur dukho ko jo bitaye the hum ek dusre ke bagar is dard vari duniya mein...baho mein hum jab ek dusre ke atte hein to na jane yeh aasuu kyo nikal atte hein...karta hein hum ek dusre ko tasalli dete hue ke nahi sayad chala gaya hein kuch in akho mein...yeh to hum dono jante hein kaise rahete hein hum ek dusre se is tarah juda hokar....rote hein hum har pal ek dusre ke yaad mein apne is pagal dil ko tasalli dekar....rone se na yeh gaam kamte hein na yeh tanhai mujhse juda hokar...buss tasalli dete hein hum ek dusre ko ke rahenge hum ek sath chahe roye ya hase kitne bhi dur hokar....rahenge hum hal waqt unke sath zindagi var...0300 2711 588 / 0333 9968 674

ajj me use hamesha ke liye bhulane chala tha...uski yaado ke nisha dil se mitane chala tha ......jo shaksh kabhi meri kamjori huva karta tha ........ajj use bhula kar apni takat dikhane chala tha.....ye faisla maine badi asani se kar liya...uski har ek yaad ko sine me dafan kar liya...log puchte he kyu din raat use yaad karte ho....kyu roz use yaad kar ke jite-ji marte ho.....ab kya batau unhe ki us-se mera kya rishta jud gaya tha.....kyu vo gair meri zindgi me apno ki taraha utar gaya tha........bahut koshis ki use vapas bulane ki,par vo humse door jata raha......hamare sath bitaya huve har lamho ki yaade vo apne dil se mitata raha....ek hum hi the jo use dil ke itna karib la baithe......uske ek sath ko apni zindgi ki zarurat bana baithe.......ab aksar use yaad kar ke apni kismat pe afsos banata hu.....roz use bhulne ki kasam kha kar khudh ko thesh pahuchata hu....aab to bas yahi kar dikhana he ,kisi taraha uski yaado ko mitana he...ye kambakhat tanhaiya bhi to apni adat se baaz nahi aati he.......jab bhi humare pass ati he , apne sang unki yaade le aati he.....aur bevajaha is shant se cahehere ko ek ajib si tadap de jati he......aur in tanhaiyo ke karan hi me unhe bhulane me nakam ho jata hu.......aur unki yaad ate hi gaam aur udasi bhare samudr me kahi kho jata hu......roz unhe yaad karte huve yahi sochta hu ki kal to yakinan unhi bhula dunga....aur jab kal aata he to sochta hu aaj-ajj aur rahene do,kya huva jo thoda aur gaam ka bojh utha lunga.!... mY pOetRy sPeAkS fOr mE ...!

INKAAAR ...........bohat he dor wadeeyon say yai sada aaeekai jub tum pyar kerna tu kubhe inkaar kai dar saykissi kee jeet kai dar say ya apni har kai dar saykubhe bhe dil ke awazon ko tum dil main nahe rukhnainhain honton kai zindanoo say phir aazad ker dainakai ju aisa nahe kerta ussay afsos raihta hayussay phir zindagi main her lumha afsos raihta haykai is nay zindagi kai bay baha anmol thofay kofaqat andaisha-o-ifkaar pai qorbaan ker dalakai is nay chand (few) barsoon kee faqat takleef kai badlayzindagi bher kai pachtaway ka yai azaab kyon paalakai ju aissa nahe kerta ...wo phir tanhaaee kai bay raihum , or wasee saihra mainmuhabbat kee faqat do chaar bondon ko tarasta hayzindagi kai kissi bhe mor say jub wo gozerta haykissi apnay say dil kee baat kaihnay ko machalta haywo jub beemar perta haykissi humdard kissi humnawa ko yad kerta haywo phir yai socha kerta haykoi ho ju mujhko perhaizz kee taqeed kerta ho!koi ho ju mairee takleef main khod bhe tarapta hoo!dawa na lon kubhe ju main tu phir danta bhe kerta hookoi tu hoo , koi tu ho ,ju mujh say pyar kerta ho!in hee sochoo say ghabra ker wo phir khod he say larta haymain is bay raiham dunya main aakailay jee bhe sakta honmoqaddar main ju likhay wo ansoo pee bhe sakta honmager wo haar jata haytu us kee ankh say chopkai say ik aansoo nikalta hayus say pachtana perta haysoojub tum pyar kerna tu kubhe inkaar kai dar saykissi kee jeet kai dar say ya apni haar kai dar saykubhe bhe dil kee awazon ko tum dil main nahe rukhanainhain hontoo kai zindanoo say phir aazad ker dainakai ju aiisa nahe kerta ussay afsoos raihta haykai ju aissa nahe kerta ussay pachtana perta hay ...