Tere sabhi ghamon ko samait loon tujhe itna pyar doon ,,,teri udasion ko mita ke teri her shaam nikhaar doonterii aankhon main chhupi khizan mere dil pe aser kar gaeetere wajood ko mehka de jo tere labon ko vo bahaar doonterii ik muskurahat ka badal kuch ho nahi sakta magerjo milay tujhe khushi ager main apni jaan bhi waar doonaagaya hai jo hijir ka daur tere mere dermiyanjo milain mujhe fursatain yeh waqt ka qarz utaar doontunhaiyon ke tufaan se jo bikher gae hain sabhijo kahay tu ager aa teri her zulf ko sanwaar doonmeri ik nigah bhi hai terii ik nazer ki muntazirjo karay tu nazer idher tujhe duain beshumaar doonna dhan se,daulat se na duniya se koi wasta merachale jo bas ager tere sang zindagii guzaar doon........!0300 2711 588 / 0333 9968 674

Dil ki chokhat pe jo ik deep jala rakha haitere lout ane ka amkhan saja rakha haisaans tak bhi nahin layte hain tujhe sochte waqtham ne is kam ko bhi kal pe utha rakha hairooth jate ho tu kuch aur haseen lagte hoham ne ye soch ke hi tum ko khafa rakha haitum jisse rota hya chor gay thay ik dinham ne is shaam ko seenay se laga rakha haichain layne nahin dayta ye kisi tor mujhayteri yadon ne jo tofaan utha rakha haijane wale ne kaha tha ke wo lotay ga zaroorik issi aas pe darwaza khula rakha haitere jane se jo ik dhool uthi thi gam kiham ne is dhool ko ankhon main bassa rakha haimujh ko kal shaam se wo yaad bohat ane lagadil ne muddat se jo il shaks bhula rakha haiakhri bar jo aya tha mere naam wasimain ne us khaat ko kalaije se laga rakha hai..!!~

Hum pake daga fareb is zamane me rah gaye,hum dosti ka farz nibhane me rah gaye,palak jhapkte duniya humse aage nikal gai,hum dosto se hath milane me rah gaye,chupke se aake usi ne mera ghar jala dala,jiske ghar ki aag hum bujhane me rah gaye,hamare dil ka aashiyana jalta raha katra katra,hum uska mundap sajane me rah gaye,wo hamare dekhte dekhte ho gaye kisi or ke,or hum apne dil ko samjhane me rah gaye,hamne apni duniya ujad li unko pane ki chah me,or wo apna ghar basane me rah gaye,humne unke siwa kisi ko chaha hi nahi,or wo apni yari jatane me rah gaye,hamare sare riste unse shuru unse khatm hote the,or wo humko sirf apna dost banane me rah gaye,chhor diya unko unki khusi ki khatir unki duniya me,or hum...?Yu hi gumnaam se veerane me rah gaye.

MUJHY BAS ITNA KEHNA HAYMUJHY BAS ITNA KEHNA HAYMujhay Bas Itna Kehna Hay,Kabhi Main Yaad Aaoon To,Kabhi Tanhai Ki Raatain,Tumhain Ziada Sataein To,Kabhi Titli Na Bolay To,Aur Jugnoo Lout Jaye To,Kabhi Jab Dil Bhi Bhar Jaye,Koi Jab Sun Na Paye To,Agar Sab Dost Sathi Bhi,Jo Tum Say Rooth Jaaein To,Kabhi Jab Khud Say Lar Lar Kar,Thakan Say Choor Ho Jao,Kabhi Chahtay Huay Bhi Khud,Akelay Ro Na Naao To,Apni Aankhon Ko Band Karna,Mujhay Aawaz Day Dena,Aur Phir Meray Tasawwur Say,Jo Chaho Batain Keh Dena,Meray Kaandhay Pay Sar Rakh KarTum Jitna Chaho Ro Lena,Phir Khud Main Jab Loat Jao To,Us Hi Duniya Chalay Jana,Magar Bas Itna Kehna Hay,Ke Jab Bhi Dukh Ya Khushiyon MainHamain Dil Say Pukaro Gay,Hamain Tum Saath Pao Gay.......0300 2711 588 / 0333 9968 674

Tumhara naam sunte hi bahut kuchh yaad aata haiKhushi me guzra hua ek zamana yaad aata haiItni door ho gaye ho humse tumhe bula bhi nahi sakteAankhe bandh karte hi tumhara chehra yaad aata haiKaise bhuladu tumhe ab tum hi batado SanamKiya tha kabhi jo tumse wo wada yaad aata haiKabhi jaker sagar kinare banaya tha jo gharonda humneAaj toota hua ret ka wo mahel yaad aata haiKabhi socha na tha maine hum yu bichhad jayengeBachpan ka wo roothna wo manana yaad aata haiChar pal wo Zindagi ke wo mehfilo ki roshniDeepak ke ujale me bhi gum ka andhera yaad aata haiAb to is tanhayi me ghoont ke mar jayenge humHum se wo chhoota hua tumhara daman yaad aata haiAankhse nikal pade hai aansoo hath bi ab thum gaye haiMai poochhthi hu apne apse aur kya kya yaad aata hai

tujhse pyar hai mujhe yah janti hoon main.tujhse pyar hai mujhe yah janti hoon main.mohabbat eak mukadas lafz hai yah janti hoon main.tera naam main kaise loon sharam mujhe aati hai.bus dil hie main naam lay kar hasti jati hoon main.tera mujhe dakh kar muskarana aaj tak yaad hai.woh lamha yaad kar ke sochti jati hoon main.teri batain.teri hasi teri yon dakhna.bus yonhi soch kar kahian kho jati hoon main.tera naam lay kar tujhe dakh kar khush honaausay pyar kahtay hain yah janti hoon maintera mera milan kabhi na hoga shayad.yah soch kar gamgen hoo jati hoon main.mere pass to teri tasveer bhi koe nehain.bus tera tasawar saath rakh kar so jati hoon main.kaash hum dono apni mohabbat ka azhaar kar lain.yah kabhi nahain hoon sakta yah janti hoon main Bukhari

...^...Ek Lamha...^...Silsila wafaaoN ka ik naya hi chalaaya meiN neyna usey yaad rakha na hi bhulaaya meiN neyhaNsi utaar kar chehrey sey pheyNk di lekinfiraq-e-yaar meiN koi ashq nahi bahaaya meiN neydard to tha magar khud ko bohat sambhaley rakhazabt ke ehad ko har haal meiN nibhaaya meiN neylaakh sulgaati rahi zamaaney ki tanqeed magarterey kirdaar pe koi ilzaam nahi lagaaya meiN neyrang to aur bhi zamaaney meiN bohat they lekinnaya koi khuwab apni aaNkhoN ko nahi dikhaaya meiNmila wo raah meiN to ik pal ke leeye ruka to magarhaal na us ney poocha na hi bataaya meiN neyapni hi maaNgi huwi duwaaoon sey mooN morr liyakhud apney hi jazbaat ko kar diya paraaya meiN neydhoop nikli hey mujhey dhooNdney to chupna kesa!bas yehi soch kar khud chorr diya saaya meiN ney

Ek haseen khwaab tha ki hakeekat kaise jaanon main,Apni saanson mein teri khushboo ab tak pehchanoon main.Tum is tarah mujhme samaayi thi ki jaise koi faasla na raha,Sone do thodi der aur ab khud ko kyun aaj ab jagaoon main.Kuch lamhe kaise beet gaye ehsaas na hua,Apne badan se alag tujhe kyun pehchanoon main.Teri zulfen mujhse aaj bhi lipat ke yun sawaal karti hain,Tumhare paas bhi jawaab na hoga ye ab jaanoon main.Kyun is tarah tumne mujhe jaane diya ye gawaara nahin mujhe,Chupa ke rakh leti mujhe agar, tab teri diwaanagi ka kaha maanoon main.Koi khushnaseeb pal yun guzra tha mujhe choo kar aise,Ek ehsaas apni dhadkan mein aaj tak behta janoon main.Kaash wo raat wahin thahar gayi hoti kuch pal tham leta main,Ab agli raat ki bekaraari main apna samay guzaaroon main

Aankhain Khoob Rooti HainTumhain Dil Say Bhulatay Hain To Aankhain Khoob Rooti Hain,Dard Dil Main Jagatay Hain To Aankhain Khoot Rooti Hain..Tumharay baad Chahat K Sabhi Punchi Uray Jaan,Kahin Bhi Dil Lagatay Hain To Aankhain Khoob Rooti Hain..Teri Tasweer, Adhooray Khat To Jala Diey Hum Nay,Ab Paani Pay Naqsh Banatay Hain To Aankhain Khoob Rooti Hain..Ghata Aawargi Main Jab Siyah Choola Pehanti Hai,Parenday Jab Satatay Hain To Aankhain Khoob Rooti Hain..K Jab Bhi Shaam Dhalti Hai Meri Qismat K Sab Taray,Falaq Par Jagmagatay Hain To Aankhain Khoob Rooti Hain..Sard Tareek Raaton Main Siyah Sawan Ki Barish Main,Dard Jab Muskuratay Hain To Aankhain Khoob Rooti Hain..Saahil Ki Woh Mitti K Jis Pay Khoon Hathoon Say,Wafa Likh Kar Mitatay Hain To " Aankhain Khoob Rooti Hain

tumhain jana zarori hay .........chalo phir is terhan ker lotum apnay rastay ho lonaae manzil koi dhondoonaae dunya basaao tummujhay kuch dair rukna hayyahan kuch kam kernay hainyahan yadain hain kuch maireewo kuch beetay howay lumhaywo anchal say giray thay jubikher ker dor tukmujhko paraishan ker rahay hain juunhain ik jaah kerna haykahain par dafun kerna haymuhabbat kee qaber per ik naya qotbaa lagana hayphir is kai bad mujhko lout jana hayab itnay kam hain janaatumhain jaldi hay tum jaomujhay kuch waqt lag na hayyai mah-o-saal hon shayadya shayad hon kaee sadyaantu phir kub tuk yahan baithee raho gi tumju jana hay tu phir is mainmorrawat kee zaroorat kyamuhabbat ab nahe tumkotakkalof kee zaroorat kyanaya sathi ju dhondha haytu phir mairee zaroorat kya..............

Ek haquiqat Jo abb mera sapna haiEk begana Jo mera apnaa haiMujhe khoj hai USS haquiqat kiMujhe khoj hai us mere apne kiMujhe khoj hai uss mere bhabishya kiJiska intajar mera bartamaan haiShrif sapnaa nahiMera haquiqat banke aaegi wooShrif haatho ki rekha nahiMere kismet ki lakir banke aaegi woPal pal har pal mujhe intazar hai uskaPal bhar kaa sathi nahiMera hamsafar banke aaegi wooMahasus kiaa hai hamne unko shrif sapne main hiSajaae hai hazaro dil ke armaa shrif unke lie hiAbb to duawo main bhi aksar unko magte haiUmmid karte hain aaengi wo kabhihamare haquiqat main bhiAznabi si hai woFir bhi barso se janta huKwaboo main mil kar kwaboo main hi chali jaati haiFir bhi uss bebafa ki bebafai KO bhul kar haquiqat bann jaae meeraYeehi duaa mangata hu0300 2711 588 / 0333 9968 674

Teri yadoon ki mehakSath liye akser humDoor khuwaboo k jazeeray main uter jatey hainKyun k main janta honHum aur tumSirf khuwaboo main he mil saktey hainMainay socha hai is baar tumharay humraahAik aisi jaga utroongaAur tumhain apnay paas bitha kerAankho main aakhain daal kerBari himmat ker k tum say keh dongaTumsay keh donga k tum meri hoTum jo chahho toMeri yakterfa muhabbat ko sahara dey doZindagi yun to bohut thori hai muhabbat k liyeTum jitna bhi piyaar mujhay dey sako sara dey doKuch to boloKuch to boloKahin aisa na ho k sehar hotey he hum wapis us dunya mian lout jainBus yehi chund khiyalaat liyeTeri yadoon ki mehak sath liyeAkser hum door khuwaboo k jazeray main uter jatey hianKyun k hum aur tum sirf khuwaboo main he mil saktey hain+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Main Tumhary Saath Hoon Aik Ehsas Ki Tarah...Mujhay Buss Itna Kehna Hai,Kabhi Main Yaad Aaon Tou...Kabhi Tanhai Ki Ratain Tumhen Ziyada Sataen Tou...Kabhi Titli Na Bolay Tou, Aur Jugnou Lout Jaye TouKabhi Jab Dil Bhi Bher Jaye,Koi Jab Sun Na Paye Tou...Kabhi Sab Dost Sathi Bhi Jo Tum sey Routh Jain TouKabhi Jab Khud Sey Larr Kar Thakan Sey Chour Ho Jao Tou...Kabhi Chahtey Hoey Bhi Khud akelay Roo Na Pao TouApni Ankhon Ko Band Karna Aur Mujhay Awaz Day Dena...Phir Meray Tasawur Sey Jo Chahey Batien Keh DenaMeray Kandhey Per Sar Rakh Ker Jitna Chahey Roo Lena...Jab Main Khud Lout Jaon Tou,Apni Duniya Main Chaley JanaMager Buss Itna Kehna Hai K Jab Bhi Dukh Ya Khushiyon MainHamien Dil Sey Pukaro Gay,Tou Hamen Tum Saath Paao GayMain Her Pal Tumray Saath Hoon Aik Ehsas Ki Tarah...

ITNA WAQAT KYON LAGTA HAI !Khushi.jo nazar mein nahin haiPar samaksh khari hain.Usko prateet hone mein,itna waqt kyun lagta hai?Gham.jo nazar mein ade hainPar door khare hain.Unko andekha hone mein,itna waqt kyun lagta hai?Khushi mein.zindagi hai.Zindagi mein.gham hain.Yaani khushi gham se bari haiPhir aansuaon ko sukhaane mein,Itna waqt kyun lagta hai?Muskuraane ke liye kyun wajah dhoondhte ho?Jab aansoo bina pooche gaalon pe lurak jaate hain.Jeena shuru karo to zindagi bahut lambi hai.Subkiyon sekhilkhilaahat bari haiGehri hai agar aahTo muskuraahat aseem hoti hai.Phelaana to shuru karo.Ye lakeer bahut door tak jaati hai.Tumhaare chehre se ho kar.Kisi ke dil mein utar jaati haiKisi ki nazar mein bas jaati haiPar tumhein us aah ki aawaaz mitaane mein,Itna waqt kyun laagta hai

Har Bat Pay Ab To Hasna Acha Nahi Lagta.Gham_E_Ashiqi Say Hatna Acha Nahi Lagta.Khirki Mai Mera Koi Intezar Nahi Karta Ab.Teri Ghar Say Ab Guzarna Acha Nahi Lagta.Rahoon Mai Teri Yad Kay Jugnoon Hain Ja Baja.Ab Saath Kisi Kay Chalna Acha Nahi Lagta.Aye Jan Tumhain Kab Tak Har Bar Manaon Mai.Har Bat Pay Bigarna Acha Nahi Lagta.Sono Kabhi Ankhoon Ko Khay Detin Hain Yeh Bohot Kuch.Har Bat Zaban Say Kehna Acha Nahi Lagta.Sawan Ki Rutoon Ko Chup Chap Ganwa Deta Hun.Darakhtoon Say Ab Lipatna Acha Nahi Lagta.Dastor_E_Zaban Bandi Seekhi Hai Choat Kha Kar.Halay Dil Sabhi Say Kehna Acha Nahi Lagta.Ab Kisi Nigah_E_Shoq Ko Intezar Nahi Hai Mera.Ab Aass Kisi Ki Rakhna Acha Nahi Lagta.Mai Janta Hun Wafa Ki Manzil Nahi Hai Koi.Par Is Ab Rah Say Palatna Acha Nahi Lagta0300 2711 588 / 0333 9968 674