Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha KarnaTaron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila KarnaJab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya HaiKuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya HaiAb Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha KarnaAey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar JaayeYe Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar JaaeBaqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa KarnaaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa KarnaKismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat KiHar Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat KiAey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa KarnaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Ruswaion mein ajab ik maza haiDushwarion mein ajab ik maza haiKabhi is mefil mein akar to dekhoTanhaeion mein ajab ik maza haiSoraj ko dobhte dekha to samjhaPasteon mein ajab ik maza haiKabhi ho jo hum per bhi nazre karamIn inyaton mein ajab ik maza haiNa hum un ko samjhe na woh hum ko samjheKhushfemeion mein ajab ik maza haiChale ja rahe hain yu hi be iradaIs darbadri mein bhi ajab ik maza haiMil kar bhi un se door kitneIn faslon mein ajab ik maza haiNa hum kuch kahen gay na who kuch kahein gayKhamosheon mein ajab ik maza haiApni hi dhun mein guzari hai yaaroMeri zindagi mein ajab ik maza hai0300 2711 588 / 0333 9968 674

Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya HogaMeri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya HogaBaat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee HogiUss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya HogaSocha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar MujhayNaam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya HogaJahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi SayUss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya HogaRaat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi TujhayTunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya HogaHokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay JaanaMeri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya HogaPoocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka SabbabTunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga0300 2711 588 / 0333 9968 674

Aaj Kuch Maangna Hay Tum SayAaj Kuch Lena Hay Tum SayAaj Kuch Dena Hay Tum KoAaj Kuch Kehna Hay Tum KoNa He Koi Khuwahish, Tamanna Na ArzooBas Aik Hi Chah Hai Apni Aur Aik Hi JustajuHam Maangtay Hain Tum Say,Teray Derd O Gham Wo Saarey Jo Rula Gaye HainTeri Neenden Uda Gaye HainHam Hain Shareek E Gham Teray Pehchaan To SahiHam Bhi Hain Saath Teray Tu Jaan To SahiKer Bojh Apnay Dil Ka Halka Hamen BatadayYe Fikar Ye Udasi Kioon Hay Zara SunadayLaaye Hain Ham Baharain Teray Hi WaastayYe Rang Aur Ye Khushboo Teray Hi WaasteyAaj Kuch Maangtay Hain Tum SayAaj Kuch MaangnA Hay Tum Say~~ Tum Bin ~~+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

hUm AaKsAr YeH sAmAjHtAy HaInjIsAy hUm PiYaAr KaRtAy HaInUsAy HuM bHoOl BaItHaY hAiNmAgAr aIsA nAhIn HoTaMoHaBbAt DaImI sUcH hAimOhAbBaT tHaIr JaAtI hAi!!!HaMaRi BaAt KaY aNdArmOhAbBaT bAiTh JaAtI hAihAmArI zAaT kAy AnDaR mAgArYeH kAm NAHiN hOtIkIsI bHi DuKh Ki SoOrAt MeInkAbHi KoI ZaRoOrAt MeInKaBhi aNjAaN sE gHaM mEiNkAbHi LeHjAy Ki ThAnDaK mEiNuDaAsI kI zArOoRaT mEiNkAbHi BaArIsH kI sOoRaT mEiNhAmArI aAnKh KaY aNdArkAbHi AaB-E-RaWaN bAn KaRkAbHi QaTrAy Ki SoOrAt MeInbAzAhIr AiSa LaGtA hAi UsAyHuM bHoOl BaItHaY hAiN mAgArAiSa NaHiN hOtA mAgAr AiSa NaHiN HoTa....YeH hArGiZ kAm NaHiN hOtI...MOHABBAT THAIR JAATI HAI.......!!!

Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay,Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay�..Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain,Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate�..Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko,Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay�..Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai,Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate�.. .Teray Pekar Ko Ham Dekhte Hi Rahein,Tu Nazar Say Hatay, Ham Nahi Chahate�..Kis Qadar Dil Nasheen Hai Ye Moujon Ka Shor,Ghum Ka Dariya Ruke, Ham Nahi Chahate�..Iss Qadar Piyar say Tu Pukara na Kar,Aag Dil Ko Lagay, Hum Nahi Chahate�.

Mujay Kuch Tumsay Kehna HaiMagar TahroYeh Ik Lamha Jo Azal Say HayKaye Sadioon Ki Bay Chani Simat Aye HayIis Ki Dobthi , Sahmi Si Sansoon MainHazaroon Ratjagoon Ka Dard HayIs Kay Tasalsul MainYeh Ik LamhaYeh Meri Baykran Chahat Ki Gerdash Ka Hasee LamhaYeh Ik Lamha Guzer JayeTu Shaed Ishaq Ki Manzil Nazer AyeMeri Yeh Bay Nishan ChahatAbad Ki Bay Kran Woset Ko Cho AyeYeh Ik LamhaJo Sang-E- Rah Hay Sadioon Ki Bay Payan Musafat KaNishan Hay Un Ginat Rohoon Ki Un Daki Mohabbat KaGubar-E- Wad-E- Seena SayWo Sab Karwan-E- ShoqJo Latay Hain Giran Maya Karamat, HayYeh LamhaYeh Lamha Jo Azal Say Hay+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

hai dua yaad magar harf e dua yaad nahimere nagmaat ko andaz e nawa yaad nahihum ne jin k liye rahoun main bichaya tha lahoohum se kehte hain wohi eehd e wafa yaad nahizindagi jabar e musalsal ki tarhan kati haijane kis jurm ki pai hai saza yaad nahimain ne palkoun se dar e yaar par dastak dii haiimain woh sahil hoon jisse koi sada yaaad nahikaise bhar aayein sar e shaam kisssi ki aankheinkaise thari chiragoun ki zia yaad nahisirf dhundle sitaroun ki chamak deeekhi haikab howa kon howa mujh se khafa yaad nahi..aaoo ek sajda karein alam e madhoshi mainloggg kehte hain SAGAR ko khuda yaad nahi......0300 2711 588 / 0333 9968 674

Gulshan ki faqat phooon say nahi kantoon say bhi zeenat hoti hay..jenay k lia is dunia mien gham ki bhi zaroorat hoti hayA waiz-e-nadan karta hay to hi to qayamat ka charcha..yahan rooz nighahien millti hien yahan rooz qayamat hoti hay..who purs-e-shy gham ko aay hien kuch keh na sakoon chup reh na sakoon..khamoosh rahoon to mushkil hay keh don to shikayat hoti hay..karnay hi parry ga zabt-e-alam peenay hi parray gien ya aansoo..faryad wa fughan say aa nadaan tuhen-e-muhabbat hoti hay..jo aa k giry ka daman par who aashk nahi hay pani hay..jo aashk na jhalky aankhoon say us aashk ki keemat hoti hay0300 2711 588 / 0333 9968 674

Taraash ke mere baazoo uraan chorh gayaHawa ke pass burahna kaman chorh gayaRafaqaton ka meri usko dhyan kitna thaZameen leli mager aasman chorh gayaAjeeb shakhs tha barish ka rung dekh ke bhiKhule dareeche pe ik phool daan chorh gayaJo baadlon se bhi mujhko chupaye rakhta thaBarhi hai dhoop tou be-sayeban chorh gayaNikal gaya kahien andekhe panion ki tarafZameen ke naam khula baadban chorh gayaUqaab ko thi garz faakhta pakarne seJo girr gayi tou yunhi neem jaan chorh gayaNajane konsa aaseb dil mein basta haiKe jo bhi thehra woh makan chorh gayaAqab mein gehra samnder rahe saamne jungleKiss inteha pe mera meherban chorh gaya--

us nay meray seenay per sir rekh ker poochajana! apnay jeevan ka wo lamha tu batlao muj kojis k badlay mil saktay hain sabhi sitaraydaryaon k saray motisawan ki pehli barish k saray qatrayujlay chand ki sari kirnaindharti k seenay sa liptay sabhi khazanaysaray mousam sabhi duayenphoolon ki rangeen qabayenpatti patti pernay wali bheeni shabnamism-e-azamus nay meray seenay pe sir rekh k poochajana! apnay jeevan ka wo lamha tu batlao muj kojis k badlay sub kuch apna,sub kuch,sub kuchapna sub kuch day saktay homa nay us ka maatha chooma or bola jubpehli bar meray seenay pa tum nay apna sir rakha tha+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

->AFSOS MAT KAROWoh apne ghar chala gaya afsos mat karoItna hi us ka saath tha afsos mat karoInsaan apne aap main majboor hai bohatKoi nahi hai bewafa afsos mat karoIs baar tum ko aane main kuch dair ho gayiThak haar ke woh sogaya afsos mat karoDuniya main aur Chahne wale bhi hain bohatJo hona tha so hogaya afsos mat karoIs Zindagi ke mujh pe kayi qarz hain magarMain jald laut aoongi afsos mat karoYeh dekho phir se aagayin Phoolon pe titliyanEk roz woh bhi aayega afsos mat karoWoh tum se aaj door hai kal paas ayegaPhir se ALLAH milayega afsos mat karoBekaar jee pe bojh liye phir rahe ho tumDil hai tumhara Phool sa afsos mat karo

Yeh pal pal ka chalna,fasila khatam na karega,Tum kitna bhi chaho,tumhe woh kal na milega!Yeh koi gaata hai,ya namaaz padta hai,Tum kitna bhi chaho,tumhe alag khuda na milega!Yeh guzarti huwi raat hai,ya nikalti huwi sehar,Tum kitna bhi chaho,tumhe humsafar na milega!Yeh Baarish ki boondein hain,ya aankhon ke aansoon,Tum kitna bhi chaho,inhe thaamne wala na milega!Yeh dil ke tukde hain,ya aap ki yaadein,Tum kitna bhi chaho,tumhe marham na milega!Yeh dil mein armaan hain,ya sulagte huwe sholey,Tum kitna bhi chaho,tumhe sehra mein paani na milega!yeh kaisi uljhan ban gayi haidil ki dhadkan,Tum kitna bhi chaho,tumhe sukoon na milega!

Ajj kia bethey bithaey gham e jaan yaad ayyaaik yaad aye tu phir ik jahaan yaad ayyajabb kooi phool girra jabb kooi patta tootatujh see patt jharr main bicharney ka samaan yaad ayyakhul gaey ruhh ki galioon main terey chaap ke phooljabb tera rangg kafey-e-paey rawaan yaad ayyatujh koo dekha tu larazney laggi panddar ki loobe sabab talaqh noey ka ziyaan yaad ayyakitni saddioon ke muqaddar main terey deed na thihum terey muntazer-e-deed they haan yaad ayyasehrey ablagah main kia zehmey sukhan tha hum kookudh pey guzri tu ghamey ehley faghaan yaad ayyabarhaa parsish ehwaal pe sajjad pehroonaik ik harif ka andaaz-e-biaan yaad ayyaSaiN

Dil Ki Baatein Bata Deti Hain, AankheinDharkano Ko Jaga Deti Hain, AankheinDil Pe Chalta Nahi Jadoo, Chehraun Ka KabhiDil Ko To Deewana Bana Deti Hain, AankheinWoh Hum Se Baat Nahi Karte, To Na KareinHaal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain, AankheinGham Sada Rehta Nahi, Aadmi Ke SaathAshk Bana Kar Chalka Deti Hain, AankheinAata Hai Jab Dor-E-Jawani, To Ae-DostoSunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain, AankheinMana Ke Neend Aati Hai, Aankhon Hi Ke RaasteMagar Kabhi Kabaar Neend Bhi Uraa Deti Hain, AankheinShukar Hai Rab Ne Ata Ki, Aankhon Ki NeamatHumaare Dard-O-Gham Saare Dil Ke, Chupa Deti Hain Aankhein+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674