kitni mushkil se kati kal ki meri raat na poochdil se nikli hoee honton me dabee baat na poochwo kis ada se mere saamnay se guzraa abhikis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na poochwaqat jo badlay to insaan badal jaatay hainkya nahi dikhlaatay yeh gardish-e-halaa na poochwo kisi ka ho bhi gaya or mujhay khabar na hoekis tarhan usnay churaya hai mujh se haath na poochIs tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnayKis tarhan apno se khaee hai maen nay maat na poochab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi nahikitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch0300 2711 588 / 0333 9968 674

soocha nahi accha bura dekha suna kuch bhi nahimanga khuda se raaat din teray siwa kuch bhi nahisoocha tujhey dekhaa tujhey chaha tujhey pooja tujheymeri khata meri wafa teri khata kuch bhi nahijis per hamari ankh ne mooti bichaye raat bharbheja wohi kaghaz usse hum ne likha kuch bhi nahiik shaaam ki dehleez per baithe rahay woh dair takankhoon se keen baatain bohat moun sai kaha kuch bhi nahiihsaas ki khushboo kaha awaz kai jugnoo kahakhamoosh yado kai siwa ghar mien raha kuch bhi nahido chaar din ki baat hai dil khaak mien mil jaye gajub aag per kaghaz rakha baaqi bacha kuch bhi nahi

Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha KarnaTaron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila KarnaJab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya HaiKuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya HaiAb Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha KarnaAey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar JaayeYe Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar JaaeBaqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa KarnaaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa KarnaKismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat KiHar Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat KiAey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa KarnaAankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna

Kisi K Khwab Main Utra Na Qurbaton Main RahaSitam Tou Ye Hai K Phir Bhi Wazahato�n Main RahaKhud Apni Zaat Tak Ka Adraak Bhi Na Ker PayaMain Khalwato�n Se Nikal Ker Bhi Wehshato�n Main RahaMera Wajood Raha Jins Be-Talab Ki TerhaMain Lafz Deta Gaya Khud Izafato�n Main RahaHaroof Jis K Tarashey Jisey La-Taab KiaKhud Is Kitaab Ki Minha Ibarato�n Main RahaBohat Gumaan Tha Khud Tez Kaam Hone KaJo Qafley Se Nikla Tou Rasto�n Main RahaQarar Milta Bhi Kaise Kisi PeherThak K Bhi Main Hamesha Mussafato�n Main Raha

Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin atakahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin atayahan anay ko to har din kissi ke saath ata haijesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin atawho jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thito phir rstay hamary mein wo roshan sitara kyon nahin atabohat hairat hai ab baaghon mein jab kaliyan chatakti hainhamary dehyan mein lehja tumhara kyon nahin atakabhi phelay hoay pairon se jab kirnein jhalakti haintasawur main un ankhoon ka ishara kyon nahin atabhatakta phir raha hoon din ke is weraan jangal meinmehakti sham ka rangeen kinara kyon nahin ata

Aaj rothay huway sajan ko bohat yaad kiyaApnay ujray huway gulshan ko bohat yaad kiyaJab kabhi gardish-e-taqdeer nay ghera hai hameinGaisuay yaar ki uljhan ko bohat yaad kiyaShama ki joot pey jaltay huway parwano nayEk teray shula-e-daman ko bohat yaad kiyaJis k mathay pey nae subah ka jhoomar ho gaHum nay us waqt ki dulhan ko bohat yaad kiyaAaj totay huway seeno ki bohat yaad aeiAaj beetay huway sawan ko bohat yaad kiyaAaj sar-e-toor bhi mayoos-e-tajali hi rahiAaj daar-e-yaar ki chilman ko bohat yaad kiyaMutmaen ho he gay dam-o-qafas mein sagarHum asseron nay nasheman ko bohat yaad kiya

Aaj rothay huway sajan ko bohat yaad kiyaApnay ujray huway gulshan ko bohat yaad kiyaJab kabhi gardish-e-taqdeer nay ghera hai hameinGaisuay yaar ki uljhan ko bohat yaad kiyaShama ki joot pey jaltay huway parwano nayEk teray shula-e-daman ko bohat yaad kiyaJis k mathay pey nae subah ka jhoomar ho gaHum nay us waqt ki dulhan ko bohat yaad kiyaAaj totay huway seeno ki bohat yaad aeiAaj beetay huway sawan ko bohat yaad kiyaAaj sar-e-toor bhi mayoos-e-tajali hi rahiAaj daar-e-yaar ki chilman ko bohat yaad kiyaMutmaen ho he gay dam-o-qafas mein sagarHum asseron nay nasheman ko bohat yaad kiya

Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai,Ek meherbaan ka haath jaise hathon se chooth raha hai��Ankhon mein ashkon ka samandar hai..lagta hai jaise koi patta shaakhon se toot raha hai��Ashkon ko Meri Aankhon mein rehne ki aadat si ho gayi haiAb toh Jaise Ishq hi mujh se rooth raha hai��kuchh farmane ki gustakhi kya mai bhi kar sakti hoonek masoom jazbat mera bhi zuban se phoot raha hai��Pal bhar ka pyaar aur barson ka intezaarjaise koi apna hi apne ghar ko loot raha hai�

Abhi is taraf na nigah ker main gazal ki palkain sanwar loonMera lafz lafz hai aeinah tujhey aeineu main utar-loonMain tamam din ka thaka hoowa tu tamam shab ka jaga howaZara theher ja isi moor per tere saath sham guzar loonAger aasman ki numa-e-shoon main mujhay bhi izan-e-kayam hoTo main motioun ki dukan say tayri baleeyan tere haar loonKahain or bant day shohratain kahain or bakhsh day izatainMere paas hai mera aaenah main kabhi na gard-do-ghubar loonKai ajnabi teri rah main mere pass say yun guzar gaeyjinhain daikh ker yeh tarap huee ter a naam ley ke pookar loonS a i N32 1 8 9 6 4 12 9

zikr-e-shab-e-firaq se vehshat use bhi thimeri tarah kisi se muhabat use bhi thimujh ko bhi shauq tha naye chehron ki deed karasta badal ke chalane ki aadat use bhi thius raat der tak vo raha mahv-e-guftagoomasroof main bhi kam thaa faragat use bhi thisunta tha vo bhi sab se purani kahaniyaantaza rafaqaton ki zaroorat use bhi thimujh se bichar ke shaher main ghul mil gaya vo shaKhshaalaa ke shahar bhar se raqabat use bhi thi"KASH"na jan khud ko nakaam kay bad zouq,woh mana nahi par tujh say mohabbat usay bhi thi,vo mujh se barh ke zabt ka aadi tha ji gayavarna har ek saans qayamat use bhi thi

Tum ko Maloom B Shayad Ye Kabi Ho K Na HoMeri Raatein. Teri Yaadon se saji rehti hainMeri Saansein Teri Khushbo mai basi rehti hainMeri Aankhon mai Tera Sapna saja rehta haiHaan Mere Dil mi Tera hi Aks basa rehta haiIs tarah Mere Dil ke boht Paas ho TumJis tarah paas hi Sheh-e-Rag ke Khuda rehta haiTum ko Maloom bhi shayad ye kabhi ho k na ho..!!Mere Aangan mai lage phool gawahi deingeMai ne Arsey se kisi Phool ko dekha bhi nahiTujh ko socha hai to phir Tujh ko hi socha hai faqatTere siwa.. kisi aur ko socha bhi nahiTum ko Maloom bhi shayad ye kabhi ho k na ho..!!0300 2711 588 / 0333 9968 674

main tum say bicher ker nahi faryaad keroongaye bhool jaoo k main tumhay yaad keroongais shehr e baywafa main wafa ki qadr kahanab ja k main sehraoon ko abad keroongager dil k taluq say hay inkar wo kertamain rooh k rishtay say bhi azad keroongashayad khushi sakoon main rahat na mili hoogham day k apnay dil ko main ab shad keroongadil bhi udaas rah k ab ukta sa gia hayab to niya hi shughl main ijaad keroongahay mera zarf teri wafa say kahiin barh keray baywafa tujhay main kion barbaad keroongatu bhi bichar gia hayye dil bhi udas haykis say biyaan apni main roodad keroongaSaiN0321 8 9 6 4 1 2 9

Kaash tum yeh samajh paate.tumhare dil ki tum he jaanokaash hum apne dil ki kah paatesada hamare dil mei rahnakaash hum tumse yeh kah paatedastak dete dil per tumharees sey pehle chal dogejab tak pahunchi ye khabar humhetum duir desh mei jaa baitheJo khabar humhe yeh pahle hotihum raah rok kar kah detepehna kar apni khushiyon ka haartumhe vida hum kar detekhalti hai bas ek baat yahigar kahni na thee apne dil kiruk jaate ghari do ghariaur hamrae dil ki sun letebin baadal barsat kei yuinbarsati hain yeh aankhe jabuthti hai ek hook si dil meiKaash tum yeh samajh paate.0300 2711 588 / 0333 9968 674

Chehre pe mere zulf ko phailaao kisi dinKyaa roz garajte ho baras jaao kisii dinRaazon ki tarha utro mere dil mein kisi shabDastak pe mere haath ki khul jaao kisi dinPedon ki tarah husn ki baarish mein nahaa loonBaadal ki tarha jhoom ke ghirr aao kisi dinKhushboo ki tarha guzro mere dil ki gali sePhoolon ki tarha mujh pe bikhar jaao kisi dinPhir haath ko Khairaat mile band-e-qabaa kiPhir lutf-e-shab- a-vasl ko dohraao kisi dinGuzrein jo mere ghar se to ruk jaayein sitaareIss tarha meri raat ko chamkaao kisi dinMain apni har ik saans usi raat ko de doonSarr rakh ke mere seene pe so jaao kisi din

Wafa jab maslehat ki shawl orheySard raat ka roop dhareyDil ke aangan main utarti heyTo palkon par sitaaron ki dhanak muskaaney lagti heyKabhi khwabon ke an-chuey heowlon sey bhiAn-dekhi si anjaani si khushboo aaney lagti heyKisi ke sang beetey, an-ginat lamhon ki zangeerainAchanak zehan main jab gungunaati hainNafas ke taar main sannata sa yakdam cheekh uthta heyTo yun mehsoos hota heyHawayen aa ker sargoshi karti hain"Mohabbat ka tumhain idraak ab to ho gaya ho ga?"Ye jo bhi zakhm deti hey, kabhi seeney naheen detiMohabbat rooth jaaye to, kabhi jeeney naheen deti..0300 2711 588 / 0333 9968 674