Abhi is taraf na nigah ker main gazal ki palkain sanwar loonMera lafz lafz hai aeinah tujhey aeineu main utar-loonMain tamam din ka thaka hoowa tu tamam shab ka jaga howaZara theher ja isi moor per tere saath sham guzar loonAger aasman ki numa-e-shoon main mujhay bhi izan-e-kayam hoTo main motioun ki dukan say tayri baleeyan tere haar loonKahain or bant day shohratain kahain or bakhsh day izatainMere paas hai mera aaenah main kabhi na gard-do-ghubar loonKai ajnabi teri rah main mere pass say yun guzar gaeyjinhain daikh ker yeh tarap huee ter a naam ley ke pookar loonS a i N32 1 8 9 6 4 12 9

Your Comment Comment Head Icon

Login