usi ik fard k wasty mere dil main dard kis liye..?mere zindagi ka mutalba wohi aik shaks kis liye..?to jo shaher main hi mukeem hai,,tu musafrat ki fiza hai kio..?tera jo kawaran nahi gaya,tu yeh hawa main gard kis liye�jo likha ha mere naseeb mian,kahin tune par tu liya nahi�?Tere hath sard hain kis liye,tera rang zard hai kis liye..?Woo jo tark-e-taluq ka ehad tha,kahin tootne tu nahi laga�?Tere dil main dard ko dekh ker ,mere dil main dard hai kis liye..?Koi wasta jo nahi raha,tere ankh main yeh nami hai kio..?Mere gham ki aag ko dekh kar,teri aah sard hai kis liye..?0300 2711 588 / 0333 9968 674

“Dil ki Batain , bata deti hain , Aankhen ,Dharkanon ko Jaga deti hain, Aankhen ,Dil pe chalta nahi Jadoo, Cheroon ka kabhi ,Dil ko tu , Deewana bana deti hain ,Aankhen,Woh hum se baat nahi karte , tu na kare ,Haal sara unke dil ka , Suna deti hain Aankhen,Gham sada rehta nahi , Aadmi ke saath,Ashk bana kar , Chalka deti hain Aankhen,Aata hai jab dor - e - Jawani , tu ae Dosto,Sunder Sapne Zehan mein ,Basa deti hain Aankhen,Ma na ke Neend aati hai , Aankhon hi ke raste ,Magar kabhi kabar ,Neend ,ura deti hain Aankhen,SAGAR shukar hai , Khuda ne Ata ki , Aankhon ki Neamat humain,Dard -o-Gham ,sare Dil ke , Chupa deti hain Aankhen

najaney kyoon guzrey zamaney yaad atey heinkyoon ye puraney zakham phir mujhe statey heinhar chehrey mein chupa hai chehra un kanazar milaney se hum issi liye katratey heinkub hoti hai rahat dil ko iss tarah seke tera naam le kar hum kissi aur ko bulatey heinyoon toh roney ko umar de gaya wolekin gham oss ke sehney se hum kub ghabratey heinghar se be ghar kiya tha jin logoon ne humeinsuna hai phir mujhe wapas bulatey heinapney naseeb mein hai aik baar wisaal un kamere naseeb issi liye tujhe baar baar azmatey heinin ankhoon ko nhin ab naseeb unein dekhnakya karein wo mere khwaboon mein aa jatey hein!![b]0300 2711 588 / 0333 9968 674[/b]

Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karoUs ne kaha ke DUA pe na takiya kiya karoMaine kaha ke zahen pe rehta hai bojh saUs ne kaha ke chhup ke kahin roya karoMaine kaha ke tere khuwaab jaga dete hainUs ne kaha ke raat ko socha na karoMaine kaha ke raat ko neend nahi aatiUs ne kaha ke sone ki koshish kiya karoMaine kaha ke dost nahi denge saath meraUs ne kaha ke waqt pe yeh tajarba kiya karoMaine kaha ke Dil main teri yaadein hainUs ne kaha ke Dil ko samjhaya karoMaine kaha ke tere milne ki umeed haiUs ne kaha ke umeed na umeed bhi hoti haiMaine kaha ke tumhari Ankhen meri Ankhen hongiUs ne kaha ke chalo phir meri Ankhon main raha karo...

Abb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum koDard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hainChaar su goonjti ruswaii kisay kahtay hainAbb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum koKoi lamha hu teri yaad main kho jatay hainAbb tu khud ko bhi mayassar nahin aa patay hainRaat hu din hu teray piyar main hum bahtay hainDard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hainAbb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum koYun tu duniya ki her ik cheez haseen huti hayPyar se barh kay magar kuch bhi nahin huti hayRaasta roak kay her ik se yehi kahtay hainAbb jo bichray hain to ahsaas hua hay hum koDard kya huta hay tanhaii kisay kahtay hainSaaMer0300 2711 5880333 9968 674

meri afsurdagi se pareshan na hotu meri talkhioon ka sabab to nahiteri aankhian to meri hi damsaaz hianthin kabhi ajnabi lekin ab to nahitujh ko meri musarat muqadam sahitera ghum mujhe ko waja e tarb to nahitera ahsan hai tu ne mere liyeapni palkoo se rahoon k kante chunekhud kari dhoop main reh kar mere liyetu ne zulfoo k shadab saaye bunemeri khatir zamane ko pagal kahameri khatir zamane k tane sunetu meri zindahi hia magar jaane man!ab wo ishq o muhabat ki rasmain nahimere dil main kai ghaoo aese b hianjin ka darmaa teri dastaras main nahiik ghum jis ki shidat hamagir hiatere bas main nahi mere bas main nahi0300 2711 588 / 0333 9968 674

ss dil ki rahoon main,...Iss dil ki rahoon main,...apno main sapno main,.....Palko ki chilman main,....ashko ke ansoon main,.....Muskuratey hoton main,....har haseen chhre main,....Har lamhe yadoon main,....khoobsorat muasam main,...Phootti kaliyon main,.....khiltey phoolon main,.....Suraj ki kirno main,......dhoop main saye main,.....Karaktey badal main,......baarish ki bondoon main,..Dhalti shamoo main,.......tanha ratoon main,........Raat ki tariki main,......chanda ki roshni main,....Taroon ki jhilmil main,...khushboo main sanso main,.Un kahi batoon main,......payar se mohabbat main,...Dhonda jaahaan main,......PAYA TUJH KO ANKHON MEIN!!!!

main roey to nahee hoon......mein roi tu nahi hoon"na jana kyon mera kaajaljab bhi dalo ankh meinab aksar phale jata haimein roi tu nahi hoon......tum tu janatay ho in dinoonboht hi thand hoti haitab hi hai naak surkh meremein roi tu nahi hoon........kaha tu hai youn hi busbheega hai anchal k konachoro tum fikar mat keroomein roi tu nahi hoon.......nahi,odass kab hoon mein?ziada kaam k baysthaka-wat ho hi jati haimein roi tu nahi hoon..........eid aye hai , wo ab bhinahi ata tu na ayab is ki yadd mein dekhomein roi tu nahi hoon........bata dena is ko ja kerkahin khoosh-fahmi na koi palaywaisay hi surkh hain ankhainmein roi tu nahi hoon..........

Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , Aankhain ,Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhain ,Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi ,Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aankhain,Woh Hum Se Baat Nahi Kartey , Tu Na Karey ,Haal Sara Unkey Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhain,Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath,Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhain,Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,Sunder Sapne Zehan Mein , Basa Deti Hain Aankhain,Mana Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Key Rastey ,Magar Kabhi Kabhar , Neend , Ura Deti Hain Aankhain,Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , Aankhon Ki Neamat Humain,Dard -O-Gham , Sarey Dil Key , Chupa Deti Hain Aankhain

Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga.Mere Yadoon Nay Ussay Khub Rulaya Ho Ga.Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chalki Hoo Gi.Uss Nay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho GaSoocha Hoo Ga Uss Nay Din Main Kaye Baar Mujhy.Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga.Jahan Us Nay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi SayUss Ki Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga.Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhy.Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga.Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana.Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga.Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab.Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga.0300 2711 588 / 0333 9968 674

Haqiqat Hai Yaqeen karlo, Main use BhoOl Ker Khush HOonMuhabbat mar Chuki Abb To, Main use Bhool ker Khush hOonbadalti raat Ki Wajha Se, Tabiyat kuch Bojhal Si haiYuN mera haal Mat pooch main use BhOol ker KHush Hoonmeray lehejay per mat Chonkoo, meri Ankhon Main mat JhanKOoYun hairat se Na DekHOo, Main Use Bhool ker Khsuh hOontumhain kya wehem hai, kiun raat bhar milnay nahin atinaye meri neend ki pariyo, main use bhool ker khush hoonbhala kiun rooz baahain waa kiye mujh se milnay ati haitum us ki yaad se kehe doo , main use bhool ker khush hoonudasi saray ghar main phelti jati hai ghum ban kerdar-o-dewar per likhdoo, main use bhool ker khush hoon

Yea Hii Wada Liya Tha NaHamesha Khush Hi Rena HaiTo Dekhoo.....Dekh Loo Aaa KarMairy Ankhoo Ko Dekhoo TumYea Kitni Shokh Lagti HainMairy Hontoo Ko Dekhoo TumHameesha Muskratey HainKoi Bhi Gham Aghar AyaUssy Hans Kar Saha Main NeyMairy Cherey Ko Dekhoo TumHamesha Purskoon Hoo GaTum Sochoo GayKiya Tha Main Ney Jo Tum SayWoo Wada Kar Diya PooraMagar Aik Baat Hai SanamKabhi Joo Waqat Mil JayeeTo Mairy Shairey ParnaTumain Mehsoos To Ho GaKehain Talkhi Bhara LehjaKehain Pey Sard Sa LehjaKehain Pey Dard Ki JheelayKehain Leajhy Ki KarwahatSnooo...............Main Khush To Hoo LekanLahoo Har Lafz Roota HaiLahoo Har Lafz Roota Hai0300 2711 588 / 0333 9968 674

Mujh ko piyare hain meri jaan say ,Teri yeh piyari Ankhain .Meri Ankhon ki thandak hain,Teri yeh Qatil Ankhain.Ho gaya hoon behoosh iss hoosh ki Dunya mainJabh say daikhe hain main nay ,Teri yeh Qatil Ankhain.Mian iss Hisaar say nikloon too kuchh aur soochun.Meray diloo dimaagh pay havi hain ,Teri yeh Qatil Ankhain.Mujh ko lay-jaatin hain ik ajeeb se dunya main .Jabh bhi daikhta hoon ,Teri yeh Qatil Ankhain.Shayed kay aa-jaay qarar meray pagal dil koo.wagarna mujhay jeenay nahin dain ge,Teri yeh Qatil Ankhain.Mujh ko piyare hain meri jaan say ,Teri yeh piyari Ankhain.shayed kay mil jain mujhay ,Teri yeh Qatil Ankhain+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Kayi Zulm Bhare Raaz Chupaatin Hain Yeh AankheinAiina Dekh Kar Khud Se Dar Jaatin Hain Yeh AankheinShayd Suna Ho Inki Araaish Ka, Toote Sapnon Se Sanwarti HainBheege Aansuon Se Khud Ko Sajaatin Hain Yeh AankheinYun Kahin Dikh Na Jaaye Kitna Dard Basaa Hai InmeinHar Ek Se Nazrein Churaatin Hain Yeh AankheinYeh Tamanna Rehti Hai Dil Mein K Woh Laut AayengeRasta Tak Tak Kar Khud Ko Behlaatin Hain Yeh AankheinBadnaam Ho Gayin Yeh Unki Dewaangi Mein Kho Kar, ParUnki Khaatir Har Bughz Nigaah Seh Jaati Hain Yeh AankheinWoh Nahi Aaya, Khokar Usse Jaane Kaise Yeh Jee Leti HainAakhir Bandh Kyon Nahin Ho Jaatin Warda Teri Yeh Aankhein+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

Humsafar ne ki bewafai humseTo ashiyan bhi amnoon ho gayiAb apne khayalon ke safar me dil tuteTo hume gumnaami ke raste mil gayiAj un aafsanon ki arzoo me dharkane gum ho gayiTo yeh badnaseeb asra un sarkonme kahin kho si gayiAj un badnaam gali me kahin kho gaye humari alfaazYeh badnaami ke ajeeb ittefaq hain unki humse aitraazYeh badnaseeb zarhanawazi kare us chehre ki armaanSau chehreke ek chehrese juri hay humari dastaanUs chirag ki kasam aj ruswayi liye mohabbat ke saazWah kismat! itmaam humsafar ke bewafai huye raazJa aj batade us bewafase ki humne jala diye woh paygaamKasam us bewafai ki, manzoor hay hume jhute ilzaam.+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674