Jo khayal thay na qayas thay wohi log hum se bichar gayMeri zindagi ki jo aas thay wohi log hum se bichar gayJinhein manta he nahi yeh dil wohi log hain mere humsafarMujhay har tarah say jo raas thay wohi log hum se bichar gayMujhay lamha bhar ki rafaqaton k azab or sataen gayJo meri umar bhar ki payas thay wohi log hum se bichar gayYeh khayal saray hain arazi yeh gulab saray hain kaghaziGul-e-arzoo ki jo baas thay wohi log hum se bichar gayJinhein kar saka na qabool mein wohi shareek-e-rah-e-safar huwayJo meri talab meri aas thay wohi log hum se bichar gayYeh raat din meray sath hain wohi ajnabi k ajnabiWho jo dharkano ki assas thay wohi log hum se bichar gay

Har Khushi Hai Logon Ke Daman MeinPar Ek Hansi Ke Liye Waqt NahiDin Raat Daudti Duniya MeinZindagi Ke Liye Hi Waqt NahiMaa Ki Loree Ka Ehsaas To HaiPar Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt NahiSaare Rishton Ko To Hum Maar ChukeAb Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt NahiSaare Naam Mobile Mein HainPar Dosti Ke Lye Waqt NahiGairon Ki Kya Baat KarenJab Apno Ke Liye Hi Waqt NahiAankhon Me Hai Neend BadeePar Sone Ka Waqt NahiDil Hai Ghamon Se Bhara HuaPar Rone Ka Bhi Waqt NahiPaison Ki Daud Me Aise DaudeKi Thakne Ka Bhi Waqt NahiParaye Ehsason Ki Kya Kadr KareinJab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt NahiTu Hi Bata E ZindagiIss Zindagi Ka Kya HogaKi Har Pal Marne Walon KoJeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi

Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti haiMohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti haiTumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hainYehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti haiTumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat haiJo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti haiKali ka phool banna aur bhikhar jaanaYehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti haiJo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aayeAlaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti haiUse chaaha use pooja yehi tauqeer hai apniHamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti haiPurane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha haiNa chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai

Yaadon ke khuwaab dikhati hainMujhe saari raat jagati hainKab Dil ke raaz chhupati hainPalkon ke dareeche kholti hainKuch apni zaban main bolti hainBas apni baat manwati hainYEH AANKHEN BOHAT SATATI HAINEk aan main faisla karti hainYeh kab ruswayi se darrti hainYeh ghungroo baandh nachati hainHer waqt yeh jaagti rehti hainEk khoj main bhaagti rehti hainThak haar ke wapis aati hainYEH AANKHEN BOHAT SATATI HAINChupke se kahin larr jaati hainPhir khuwabon se bhar jaati hainJab toote shor machati hainYeh royen to Dil bhi rota haiKab in se judda yeh hota haiYeh Dil ko rog lagati hainKyun pyaar kiya pachtati hainYEH AANKHEN BOHAT SATATI HAINYEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

" YAI DIN !!!!!Andheri raateinAndhere dinYara tere bin !!Kis tarah guzre gi zindagiShayad kise dinHo takrao hamara tumharaTo mei bhi tum se pouchoKahan gai wo wadayKahan gai wo qasmeinJo tum subah shaam kerte thayKis tarah kati kis tarah guzriTumhare subah, shaam, raat aur kis tarahGuzre mere bin tumhare din !Is aas pay pouchon ge yai sawalKay shayad !!!Tum keh do kay udaas raha sare raatSare sham, sara dinTo is jawab per mei khush khush guzaronSubah, sham, raatAur shayad zindagi kay sare dinBus itna yaad haiDuaa to na jane kon si theeZahen mei nahiBus itna yaad haiKay do hatelian mile hoi theeJis mei aik mere thee aur aik tumhare+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

mai rahi hoon rah-e-adam ka mujhe zindgi ki fikar nahimai ji raha hoon is ghari mujhe aglay pal ki khabar nahimai beta hoon hawaon ka mujhe koii bhi pakar na sakeyunhi phirta hoon gali gali mera kahin pe koii ghaar nahisochta hoon kiya chal sake gain mere saath ehbab merechala hoon aankh band kar ke mujhe rastun ki khabar nahimai kho gaya hoon khud say hi ,mujhe apni hi talash haichal raha hoon dhoop main mere sar pe koii Aabar nahimere pas yunhi baithe raho mere dil pe hath dharo zaramere dil ko thora karar do meri wehshatun ko sabar nahiye kitab dil ki kitab hai isse samajhte hain samajhne waleye falsafa hai muhabbtun ka yahan koii zair-o-zabar nahi ..............

***AZZIYAT***Kitni Azziyat Say Uss Ne Mujh Ko Bhulaaya Hoga...Meri Yadoon Ne Ussay Khoob Rulaaya Hoga..Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chhalkee Hogi.......Uss Ne Chehre Ko Baazuon Main Chupaaya Hoga...Socha Ho Ga Uss Ne Din Main Kaee Baar Mujhay.......Naam Hatheli Par Bhi Likh Likh Kay Mitaaya Hoga...Jahan Uss Nay Mera Zikkr Suna Hoga Kisi Say..Uss Ki Aankhon Main Koi Aansoo Tou Aaya Hoga..Raat Ke Bheetnay Tak Neend Na Aai Hogi Tujhay........Tunay Takkiye Ko Bhi Seenay Se Lagaaya Hoga..Hokay Nidhaal Meri Yadoon Se Tunay Jaana.........Meri Tasveer Pe Sar Apna Tikaaya Hoga......Poocha Hoga Jo Kisi Ne Tere Halaat Ka Sabbab....Tunay Baaton Main Khoob Uss Se Chupaaya Hoga....

woh khaloos tha ke khumar thawoh janoon tha ke saraab thamujhey sochney mein zaman lagamujhey munzilon ne bhoola diyamujhey jis masiha pe maan thamujhey us ne sooli charha diyakai humsafar kai rahguzrmujhey rastey mein miley magarmeri tushnagi kuch aur haimeri justajoo koi aur haiwoh jo roshni ki tarha barheymagar ansuon mei sama sakeyjo subha ki pehli kiran banemere dil ka aangan nikhaar dejo muhabbaton ki ravayteinlaho ki bali se sanwaar demujhey us wafa ki talaash haimujhey us wafaki talaash haimagar is jahan-e-kharab meinyahan khahishon ke saraab meimujhey kaun de aisy wafamein kahan se laoon woh wafainhi uljhanon mein ghira huayehi sochta mein chala gya........;-

"DECEMBER JAB BHi AATA HAi"wo pagli phir sebeetay mosam ko,yad krti heporaNe cards parhti hai,k jis maiN oss Ne likha tha,MAiN LOTOON GA DECEMBER MEiNNaye kaprey baNati hai,wo sara ghar sajati hai,DECEMBER k har aik diN ko,wo giN giN ker bitati he.jooN hi 15 gozarti hai,wo kch kch toot jati hy,magar phir b,poraNi albums ko khol ker,maazi ko bolati he.Nahi maloom ye oss ko,K beete waqt ki khoshiyaaN,bohot takleef deti haiN!mehiz dil ko jalati haiN.yooN hi diN beet jate haiN!DECEMBER lot jata he.magr wo khosh feham larki,dobara se caleNdar maiN,DECEMBER k mahiNe k safey komor kerphir seDECEMBER k sehar maiN dob jati he!k akhir os Ne likha tha,"MAiN LOTOON GA DECEMBER MAiN"

KIS KO MALOOM THAYonhi chaltay hoay raston main kai hum safer jo milayAur bichertay gaayAatay jatay hoay mosmon ki tarhanApp hi apni gard e safer hogaayNa kabhi main nay phir mur ker dekha unhain aur na socha kabhiWo kahan kho gaayJo gaay,so gayPhir yah kaisay hoaYon hi ik ajnabi,dekhtay dekhtayDil main utra,nazar main sama sa gayaAur dhanak rang jazbay saja sa gayaJaisay badal koi,bay irada yon hi,meri chat pay rukaAur bersay bina is per thera rahaKia tamasha hoa,samnay thi nadi aur koi tashna labIs ko takta gia aur pyasa sa rahaAik lamhay main simtay gi yah dastaanKis ko maloom tha!tum milo gay mujhay is tarhan bay gumanKis ko maloom tha!+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

AJJ JAANEY KI ZID NA KAROUHUM TOU MAR JAYE GAY HAYE LUT JAYEGEYAESI BAATAIN KIYA NA KAROU..TUM HI SOUCHOU ZARA KYON NA ROKAIN TUMHAINJAAN JATI HIA JUB UTH K JATEY HO TUMTUMKO APNI QASAM JAN E JAANBAAT ITNI MERI MAAN LOU...AAJ JANEY KI ZID NA KAROYOUN HI PEHLOU MAI BETHE RAHOAAJ JANAY KI ZID NA KAROUHAYE MAR JAYEGEYHUM TOU LUTT JAYEGEYAESI BAATAIN KIYA NA KAROU...WAQT KI QAID MAIN ZINDAGI HAI MAGARCHAND GHARYAAN YAHI HAI JO AZAAD HIAINKO KHOOO KAR MERI JAAN E JAANUMR BHAR NA TARASTEY RAHO.......AAJ JANAY KI ZID NA KAROUKITNA MASOOM RANGEEN HAI YE SAMAAANHUSN AUR ISHQ KI AAAJ MERAAJ HAIKAL KI KISS KO KHABAR JAAAN E JAANRUK LOU AAJ KI RAAT KO.......AAJ JANEY KI ZID NA KAROU.....

Mujh Se Khafa Ho Ke Chup Chaap Sa Beth Jata HaiKhud Bhi Jalta Hai Mujhey Bhi Saath Jalata HaiUs Ko Manatey Hoye Mein Khud Hi Rooth Jayun ToPhir Merey Paas Aa Ke Raat Bhar Mujhey Manata HaiKhud Hi Sawal Kar Ke Khud Hi Jawab Deta HaiPhir Merey Seeney Se Lag Ke Khud Hi Gungunata HaiUs Ek Pal Ke Sadqey Mein Meri To Her Khushi QurbaanJab Wo Sher Kehtey Hoye Dheerey Se Muskurata HaiSubh Ka Sitara Lagta hai Zindagi Se Piyara Lagta HaiMeri Bahon Mein Aatey Hoye Jab Wo Bohut Sharmata HaiMeri Yaad Ke Mausam Ko Palkon Pe Sajaye Rakhta HaiBeetey Hoye Her Pal Ki Khabar Mil Kar Mujhey Batata HaiMerey Bagher Kesey Guzri Us Ki Kal Ki RaatUs Ki Aankh Ka Phela Kajal Saari Kahani Sunata HaiSaiN

MuJhe LaGta Hai AiSa KaBhi KaBhiJaiSe Woh AjNaBi LaDkiMuJh Se PYaaR KaRti HaiMuJhe ChaHti HaiAkSaR YuNhi ChuP ChuP KaRDeKhTi Hai, JaNe Kia SooCh KaRNazReiN ChuRa JaTi HaiKuCh GhaBRa Si JaTi HaiApNe AaNcHal Ko HaWaooN Ke ZooR PaR LehRaTi HaiMehSooS MuJhe Yeh HoTa Hai KeShaYaD MuJhe Woh Bahut ChaHti HaiMujhe AiSa EhSaaS DiLaTi Hai JaiSeWoh MuJh Se KuCh KehNa ChaHti HaiMeRe PooChNe PaR KuCh ShaRMa Si JaTi HaiKuCh GhaBRa Si JaTi HaiSuNiYe Keh KaR BhaaG JaTi HaiAjNaBi LaDki ShaYaD PYaaR KaRti Hai MuJh SeAiSa MehSooS Hota Hai JaNe KYuN MuJheDil Bhi KitNa PaGal HaiKia Kia SoChta RehTa HaiKuCh MaSooM Se JazBeiN HaiNKuCh UnDekhe SaPNe HaiNMaGeR Woh Nahi JanTi ShaYaDMeRi ZinDaGi Hai Woh...

UDAS SHAMAIN UJRE RASTAY KABHI BOLAIN TO LOOT ANA�KISE KE ANKHOON MAIN RUTJAGOON KAY AZAB AEEN TO LOOT ANA�JO SHAM DALTAY HI APNI APNI PANA GAHOON KO LOT`TAY HAINAGAR WO PANCHE KABE KOEE DASTAN SUNAEEN TO LOOT ANA..NAY ZAMANY KA KARB ORAAYE ZAEEF LAMHAY NADHAL YADAINTUMARAY KHAWAB KAY BAND KAMROON LOT AEEN TO LOOT ANA..MAIN ROZ YOON HI HAWA PA LIKH LIKH US KI TARAF BEJTA HOONKE ACHAY MOSAM AGAR PAHAROON PAY MUSKORAIN TO LOOT ANA..AGAR ANDHEROON MAIN CHOR KAR BHOOL JAIN TUM KO TUMARE SATHEEEAUR APNI KHATIR APNAY APNAY DIYAY JALAIN TO LOOT ANA..MEREE WO BATAIN TO JIN PER BAY AKHTIYAR HANSTI THI KHILKHILA KARBICHARNAY WALAY MERE WO BATAIN KABI RULAIN TO LOOT ANA

Pyaar hai tera phulo ki khushbuIn khushbu me kahi madhosh ho na jau.�Agar madhosh ho jau to in me kho na jau..�Pyaar hai tera sagar ka daryaIs darya me kahi dub na jau.Agar dub jau to in me kho na jau..�Pyaar hai tera barish ki bundeIn bundo me kahi bhig na jau.Agar bhig jau to in me kho na jau..�Pyaar hai tera un pahade se badaIn pahado me kahi dur tak chadh na jau.Agar chadh jau to in me kho na jau..Pyaar hai tera us aasman ki tarah vishalIs aasman me kahi yaha waha chali na jau.Agar chali jau to in me kahi kho na jau..Pyaar hai tera mere dil ka aainaIs aaine me dekhne chali na jau.Agar dekhne chali bhi jau to in me kahi kho na jau..