Hum chalay jayen to hum ko na bhulana yaroAiwan e dil main meri yaad ko sajana yaroMana k hum main na thee koi baat ajab siMeray junoon, meri wafa ko he sarahna yaroMeri wafaon ki toseef k wastayMeray khoon e dil say likh sabaq dohrana yaroShayad isi tarah zinda rahoon tumhari yadon, tuhari baton mainMeri ghazlon, meray sheron ko gungunana yaroYaad aa jaye maah o saal main ik baar jo meriMeray mazaar pe ik nanha sa diya jalana yaroChand phool aur meri dua e maghfirat kDaba ker qabr main mujh ko na bhool jana yaro0300 2711 588 / 0333 9968 674

Your Comment Comment Head Icon

Login