aaj barish ka jo imkaan hai dil ye kahta hai.yaad kar k wo mujhy roya ho ga kahain phir.
aaj barish ka jo imkaan hai dil ye kahta hai.yaad kar k wo mujhy roya ho ga kahain phir.
Itni nafrat na kr k waja-e-m0habat bn jayehabss barh jaye To Aksar Barsaat huwa karti hy
yeh jo pani main utar aya ha sunahri sa gharor,us nay darya main kahin paon utara ho ga,
kitna khauf hota hai shaam k andheron mein...pooch un parindo se jin k ghar nahi hote...
Humain hasrat nahi tumharay in charagon ki,hum woh hain jinkay dil loo diya kartay hain!
Saanson k silsily ko na do zindagi ka naam...!Jeeny k bawajood bhi mar jaty hain kuch log
qadmoon main thi zameen safr fasloon main tha.main door tha zaror magar raston main tha..
Suljha Hua Sa Fard Samajhty Hain Mujh Ko Log.Uljha Hua Sa Mujh Main Koi Doosra Bhi Hae !!
Bare Sukoon Se Rukhsat TouKer Diya Us Ko ...Phir Us k Baad Mohabbat NeInteha Ker Di ... !
SAGHI main kis k hath mai thamtha apni wafa.us shahr k har shakhs ka ek sa hi chahra tha.
hanp jaye na kahen dil ki lagi ye dunia..yun shafaq ban k mare chahre pe tehra na karo..
ye dil ka parinda bhi ajab shey he keh jisne,Pyasa bhi raha dasht se hijrat bhi nahen ki.
chalo dunia ko choor chalen""sagar""suna hai log boht yaad krte hain chaley jane k baad..
Usi Ki Yaad Key MotiBaney Jeewan Ka SarmayaMohabbat Akhri ManzilMohabbat Akhri Saya !!!!!
main bad dua to nahin de raha tum komagar dost khuda kare ke tumhen mujh sa koi na mile..